Challan se bill
Jin challans ka bill nahi bana, unhe tick karein aur ek bill banayein. Number aapki series mein hi aata hai, bina gap ke.
GST billing app
Challan, sales bill, e-invoice aur e-way bill ek hi flow mein. GST har line par apne aap lag jaata hai.
Jin challans ka bill nahi bana, unhe tick karein aur ek bill banayein. Number aapki series mein hi aata hai, bina gap ke.
QR code ke saath e-invoice banayein, ya ek saath kai e-invoice: bills tick karein, ek tap.
Return ki files aur figures GST portal par upload karne ke liye ready milte hain.
Har customer aur item ka last rate aur hamesha wala discount apne aap aa jaata hai.
Offline banaye bills aur challans internet aate hi apne aap chale jaate hain.
PDF WhatsApp karein, apne Gmail ya Outlook se email karein, ya print karein.
Customer ki enquiry quotation banti hai, quotation delivery challan banta hai, aur challans se sales bill banta hai. Har step mein items, rates aur discounts aage aate hain, isliye kuch bhi do baar type nahi karna padta.
Credit note, debit note, cash memo aur purchase bill bhi hain. Har bill Tally mein ja sakta hai, ya PiLabh ke apne accounts mein reh sakta hai.
GST bill kaise banaye mobile se? PiLabh mein challan se bill, aur bill se e-invoice ek tap mein. GST apne aap lagta hai, aur GSTR-1 ki file bhi tayyar milti hai.
Haan. Bill kholein aur uska e-invoice banayein, ya kai bills tick karke sabke e-invoice ek saath banayein.
Haan, usi bill se, vehicle, distance aur transporter ki details ke saath.
Haan. PiLabh GST waise hi lagata hai jaise Tally, paise tak.
Koi bhi Android phone, iPhone, Windows computer ya Mac, sab par ek hi login.
Aur: Mobile par Tally · Quotation app · Kiske liye hai · Madad
30 din free*. Ya pehle live demo kholein: sign-up nahi chahiye.